Ishq e mohbbat mai mout se darta kon hai
Ishq batakar karta kon hai
Ye to aag ka dariyan hai
Is dariya mai smbhal kar chalta kon hai
Chaht mai sari duniya bhula dete hai log
Per pyar kare na koi is rah se bachta kon hai
Na hak hai kisi ko pyar ko barbad karne ka
Per us barbadi mai is gunha ko karne se darta kon hai
Ishq batakar karta kon hai….2